Taron ki khwahish ki, chand mil gaya,
Phool manga, gulistan mil gaya,
Phir bhi dil kehta hai ki kuch kam hai….
Rah main chalte chalte ek hamsafar ko socha, karwan mil gaya,
Manzil ka nisha manga, rasta mil gaya,
Phir bhi dil kehta hai ki kuch kam hai….
Thakne par muskurahat mangi, khushi se khikhila utha man,
Patjhar main bhi bahar sa khil gaya aangan,
Phir bhi dil kehta hai kuch kam hai….
Tanhaiyon ka jab bhi ehsaas hua, Virana bhi mehfil ban gaya,
Jab meri aur andhron ke hath badhe, andhera roshni main badal gaya,
Phir bhi dil kehta hai kuch kam hai….
Jab bhi dua main hath uthe, har khwahish se jyada diya mere r

ab ne,
Bas ek gham hai kyu hai, yeh soch ki jo mila who kam hai….
Bas ek gham hai kyu hai, yeh soch ki jo mila who kam hai….
3 comments:
kisi chiz ki kami to zindagi me hamesha hi rahti hai agar lalach na ho to chahat hi kaha hogi.... aur phir Thode thode se thode hi kuch hota hai !
satisfaction means stagnation...Lalach buri bala hai, satisfaction us se bhi buri bala hai..
Duniya me kuchh kam hai is zindagi me sirf yahi to ek gam hai
Khushi ho ya haalat gam ke chhookar dekho ye aankhen har hal me nam hain.
Kami hi to hamare jeevan me aage badhne ki seedi hai.
Post a Comment